Friday, March 15, 2013

rachnaye

Kismat ki lakeero pe yakeen kya
karna....
Riste khurdure ho tomaheen kya karna....
mana adab dil hai is jism me mere....
Teri khatir aaj use masheen kya
karna..;
mai pyaar ka saudaagar hu kubool hai mujhko...
Magar aj Khud ko tamaasbeen kya
karna.... 
mai khud ilaaj karta hu in jakhmo ka....
Mujhko ab neem hakeem kya karna.;
aj gairo ko yadi payaar se mana le ham ....
To sapereaur unki been kya karna.;
kisi bahane vo meri aakho me doobne lagi
Ab In lamho ko ek do teen kya karna.

No comments:

Post a Comment