Friday, March 15, 2013

Har taraf ek aag ka saamnaa karte
rahe.
Andhere, deepak raag ka saamnaa
karte rahe.
Katl jo kiya nahi hamne kabhi e
dosto
aise hi lage ek daag ka saamnaa
karte rahe.
Baagwaa bankar jise hamne saheja
umar bhar
aaj ujade baag ka saamnaa karte
rahe
waise zahar bahta bahut hai in sirao
me ayaan
dar ke maare ek naag ka saamnaa
karte rahe.
Bulbulo me dikh hi jaye sayad uski
ek jhalal
saabun se bane es jhaag saamnaa
karte rahe.
Rang nafarat ke ghule jab do dilo ke
beech me.
Ye Kaan mere us faag saamnaa karte
rahe..

No comments:

Post a Comment