Wednesday, July 27, 2011

chalo chale us paar....

chalo chale us paar.... Kuch pal hue udhaar..... Sambandho ki albeli kasti..... Sah na paye vyabhichaar..... Kuch pal hue udhaar.... Maykhane ki pyali ab bhi shaki doondh rahi....mere asko ki lahre...uske dil tak fir se bahi.... Chalo chale miitti lekar kuch dede ham aakaar... Anilayaan

Monday, June 20, 2011

Kisi ko na mile

Wakt mile na mile.par vo jindgi me kisi ko na mile. Jakhm sile ho ya nahi par vo jindgi me kisi ko na mile.